Breaking

Saturday, May 25, 2019

Graphics Designing Full Course 2019 | www.azeemlog.com



 Graphics Designing Full Course





Become a Graphics Designer









Assalam O Alikum Dosto _/\_  My Name is Azeem Ali. Dosto hum log ap ko yeh jo course provide kar raha hai yeh course mukamal tor per aik professional course ho ga.Is Course ko dekhna ka baad ap log is kabal ho jai ga ka ap log kisi bhi kisam ka desighn o coreldraw main ban sakta ho woh baba sakta hai.corel draw ka 3 Best Softwares hain.





1.  Inpage


2.  Corel Draw


3.  Adobe Photoshop





Yeh Software Bhi ap Ko is website per hi Mil jai ga.


Hum Log in tenon softwares ko baltarti hi istmaal karen ga.




            1.  Inpage


                                                        


    Download Inpage 2014 Free






Dosto Yeh Software Urdu Typing Ka Liya Istmaal Hota hai yani is se hum log urdu type karta hai is ko instal karna ka liya is video ko dekh sakta hai aur is ki setting bhi check kar sakta hai.











is video main de gai tamaam setting karna ka baad ap in pictures se rehnumai le sakta hai jo Pictures ap ko is video main dekhai gai thi.













Is Keyboard Main Majood tamam Key main uper wala lafaz SHIFT aur Matlooba Lafaz sa type ho ga aur keys main majood necha wala lafaz WITHOUT SHIFT ka Type Ho ga.














Uper Majood Video Main ap Logon na is ka Tamaam Feature dekh liya ho go aur inpage se corel draw mein text ko lejana ka tariqa bhi dekh liya ho ga.










Yahan Tak Takreeban Hamara inpage Mukamal ho jata hai.








               


   2.  CorelDraw 9.0








 Download Coreldraw 9.0 Free






Is Software ko Install karna kaliya Nicha wali video dekhna ap ka liya zaroori hai










Us ka Baad Is Video Main is Ki tamaam Basics Batain Batai Gai hai jo ka ap ka liya bohat Zaroori Hai











Us Ka Baad Ap Ka Asal Kam Start Hota Hai Yeh Tutorials Baltertieb Dia jai Ga



Part 1










Part 2










Part 3











Part 4










Part 5










Part 6










Part 7










Is Wedding Card ki Cdr File hasal karna ka liya yahan Click Kareh.   Click Here






Part # 08





2 comments: